Paytm par account kaise banaye.hindi

Paytm Kya Hai ??? Paytm Par Account Kaise Banaye Jane Puri Jankari In Hindi


Dosto agar aap paytm ke bare me nahi jante, to aapko is post me paytm ki puri jankari mil jayegi. yaha bataye gaye steps ko follow karke apne computer ya android phone se paytm.com par account bana kar online mobile par use kar sakte hai.



Paytm app par APNA account kaise banaye.

Paytm account banane ka tarika step by step follow kare aur ID create kare. Yah bahut easy hai agar apko samjhne me kuchh dikkat aaye ya koi sawal ho jiska jawab aap puchna chahte hai, to bina kisi jhijhak ke niche comment kare. Ek bat hamesa yad rakhe ki apne account ka password kabhi kisi se share na kare warna apka nuksan ho sakta hai.
Steps

1. Sabse pahle paytm.com site par jaye aur Log In/Sign Up ke option pe click kare.

Read This :- mobile-se-paise-kaise-kamaye-10000

2. Ab ek Popup Window khulega usme Sing Up par click kar ke mangi gayi Details bharni hai.

(1). Apna Mobile Nimber likhe.
(2).Email Address submit kare agar hai to.
(3).Koi acha sa Strong Password dale.
(4).Isme click kar ke Tick Mark kare.
(5).Ab sabse last me Create your Paytm          Wallet ke button par click kar de.


3. New page open hoga aur apke Phone par ek OTP Password ka msg ayega usko is page me dalkar verify karna hai.



  Mobile me jo OTP password aya hai usko dale.
Apna Name enter kare.
Last Name matab apke nam ke piche jo lagta hai wo dale, jaise mere name me last me Kumar lagta hai
Aap Male ya Female jo bhi, uspe tick mark karke salect kare.
Sabhi process puri hone ke bad Create your Paytm Wallet ko click kar de.

Read This :- mcent Kya hai.aur isse paise kaise kamaye



4. Ab apka Paytm Account ban gaya hai. Aap chahe to aap apna balance dekh sakte hai Wallet me 0 balance show kar raha hoga, kiyu ki abhi apka new paytm account hai. aap Add Money ke option par jakar Net Banking ya ATM Card se Paytm Wallet par Mony Transfer kvar sakte hai.v

Read This :-  Mobile se paise-kaise-kaimaye-



Ab aap Sing out Par click karke aap apne account se bahar aa sakte hai.


Apne jana paytm ke bare mein jankari  or Paytm me account kaise banate hai, Upar diye gaye tarika me agar apko kuch samjhne me dikkat ho rahi hai, ya kuch puchna chahte hai to comment ke throw puch sakte hai. Apke sabhi sawalo ka jawab dene me mujhe khusi hogi.